// //

Bapa Sitaram known as Bajrangdas Bapa History Timing at Bagdana dham



Bagdana Dham Bajrangdas bapa ka mandir hai jo Bhavnagar ke Mahuva ke pas me hai . Ye mandir Bapa Sitaram ke dwara 9 january 1977 me banvaya gaya tha . Ye mandir 24 gante khula raheta hai .  Unhone yaha pahele ek madhuli banvai thi . Yah ape bhagvan Ram ka bhi chhota sa mandir hai . 

Bajrangdas Bapa or Bapa Sitaram Bagdana


bajrangdas_Bapa_Sitaram_Bagdana

 

Bajrangdas Bapa ke family background ko dekhe to Rajsthan ke Adhevada se shuru hota hai , bapa Ramanandi Sadhu parivar se belong karte the . Unke mata ka naam Shiwar Kunwarbai aur pitaji ka naam Hiradas tha . Bapa sitaram ka janm Janjariya Hanuman Mandir me hua tha . Jo bhavnagar ke Adhewada naam k eek chhote se Gao me hai . Unke janak ke waqt Bapa ke mata pita ne unka naam Bhaktiram rakha tha . Bahot se logo se ye suna gaya hai ke Bajrangdas Bapa Shesh Narayan ka sakshat rup the . Unhone apni padhai higher secondary school tak ki thi. 

1915 me bapa ne paheli bar vishwa prasidhdha nasik ke kumbh mele ki mulakat apne Guru Mahant ke sath kari .  Chitra kut parvat ke pas Mandakini nadi ke kinare par bapa ne apni sadhna khatam ki aur unhe sakshat prabhu ka gnyan hua . 

Bajrangdas bapa ke bare me ek aur sach ye hai ki unhone 28 saal ki umar me yog sidhdh kar liya aur unke guru ne unhe apni khud ki mythology per chalne ki salah di aur unhe Bajrangdas ji naam diya .

Uske baad bapa jab 30 saal ke hue tab unhone Himalay ki yatra ki aur uske baad unhone bahot se sthano pe vaas kiya jese Kaanan Vistar , Mumbai , Palitana , Bagdana  aur Karmodar .

Mana jata hai ke bapa ne apne ye pauranik yatra ke darmiyan bahot se chamtkar kiye par unhone kabhi inke piche apni badhai nai ki . 

Bapa Bajrangdas Chamtkar

Unki chamtkarik kathao me se ek katha aise hai ke jab wo Mumbai me the tb waha pani ki bahot kami thi to waha log samundar ke khara pani ka upyog karne lage tab bapa ne waha khodna shuru kiya aur kuchh hi dino me waha se mitha pani mila aisi bahot si kathae hai bapa ke chamtkar ki .
Bajrangdas bapa ne 9 january  1977 ko subeh 5 baje Bagdana Ashram ki madhuli me apne pran tyag kiye .

Read More
// //

Palitana Temples | Jain Tirth Palitana history Timing Shetrunjay Gujarat India

Palitana Bavnagar district ka ek chhotasa city hai , jo jain tirth yatrio me bahot hi famous shaher hai . Palitana ka sabandh pahele se Jain history aur Dantkathao se juda hua hai .
Palitana_mandir
Palitana 


History of Palitana

Kahajata hai ke jain dharm ke pahele tirthankar shri Adinath jo ki Adeshwar ke naam se bhi jane jate hai unhe yaha palitana me hi paheli bar apna dhyan prapt hua  tha . Palitana ka itihas dekhe to ye ek Saurashtra ka bada deshi rajwada tha jo 777 km ka area ke sath 58000 se jyada  log auar  91 chhote bade gao ka samavesh hota tha aur jo Gohil Family ke dhwara shasan kia jata tha .

Shatrunjay Hill at Palitana

Shatrunjay parvat palitana me sthit hai jis ki uchai kafi acchi hai. Manajata hai ke jain dharm ke pahele tirthan kar Adinath ji ne yahi shatrunjay parvat par hi apna dhyan kiya tha . Ye pavarvat jain Samuday me bahot hi pavitra mana jata hai aur hajar tirth yatri iss parvat ki mulakat lete hai . Yaha bahot sare jain mandiro ka nirman kiya gaya hai .

Jain temples in Palitana

Palitan me Shatrunjay pahad duniya ka ek lauta aisa pahad hai ke jis par 900 se jyada mandir banaye gae hai . Palitana jain samajme sabse jyada dharmik aur pavitra tith sthal mana jata hai . Ye duniya ka sabse bada mandiro ka samuh hai jaha 3000 se jyda mandiro ka samuh hai . yaha sare mandir mable ke paththar se banae gae hai  . Palitana ka main mandir Shatrunjay pahadi ki choti per bana hua hai jo Jain dharm ke pahele tirthankar bhagvan Adinath ka hai . Yaha mandir  900 salo se jyada ka itihas pradrshit karte hai .
Palitana Jain mandir ka sanchalan Kasturbhai Lalbhai group ke Anandji Kalyanji trust ke dwara kiya ja raha hai . Yaha parwat pe chadne ke liye 3800 jitne steps banae gae hai .

Palitana me aur famous mandir me Kumarpal Mandir , Vimalshah Mandir aur Sampriti raja mandir hai .
Read More
// //

Mahudi temple Ghantakarn Mahavir jain tirth Histor And Timings Gujarat



Mahudi Mandir Gujarat ke Gandhinagar district ke Mansa taluka me Madhumati nadi ke kinare basa hua nagar hai .  Yah Jain shraddhalu aur anya jati ke logo ke liye ye Gantakarna Mahavir and Padmaprabhu devo ka  ek tirth sthal hai . Ye pahele Madhupuri ke naam se prachlit nagar tha .

mahudi_mandir
Mahudi Mandir

Mahudi jain Mandir

Mahudi jain Mandir ek jain sadhu Bhudhdhisagar ke dhwara san 1917 CE me banaya gaya tha .  Yaha paththr pe Bramha Lipi me likha ek shila lekh milta hai jisme ye sab jaan ne milta hai .  Yaha pahela foundation paththar 1916 me Vadilal Kalidas Vora kid an kiyi gai hui jamin par dala gaya tha . Uske baad mandir ke vyavastha ke dhyan rakhne hetu ek trust ki rachna ki gai . aur 22 inch sangemarmar ke paththar se bani bhagwan Padmaprabha ki murti ki sthapna kari gai . Aur yaha rakshak devta Gantakarna Mahavir ki murti ki bhi sthapna kari gai . Aur baad me ek mandir Budhdhisagar suri ji ko bhi samarpit kiya gaya . 

Ghantakarna Mahavir at Mahudi Temple 

Ghantakarna_Mahavir
Ghantakarna Mahavir

 

Mahudi mandir me Ghantakarna Mahavir ka Mandir ek rakshak ke rup me sthapit kiya gaya hai . kaha jata hai ke Ghantakarna Mahavir Apne agle janam me Tungabhadra naam ke kshatriya raja the aur jo log kum nasib wale hote hai unke rakshak mane jate hai .  Tabhi aajbhi unke hatho me Dhanush Ban hai . Ye manajata hai ke unke pahele janam me Sukhdi khan eke shokhin the issiliye  Shradhdhalu Bhagwan ko sukhdi Prasad ke rup me chadete hai . Fir ye Prasad sare bhakto ke dwara liya jata hai . Aisa mana jata hai key aha se Prasad gar le jana apshukan mana jata hai to Prasad ko yahi khatam kiya jata hai . Matlab Prasad ko mandir parisar ke bahar nahi le ja sakte .

Ghantakarna Mahavir ke mandir ke bagal me ek bada sa ghant thodi unchain par lagaya hua hai. Bhakt gan yaha chadke iisko baja te hai aur apne man ki murad puri hone ki prarthna karte hai .
Read More
// //

Dakor Ranchhodrai ji Temple And Darshan timings Gujarat

Dakor is also known as Dankpur . The village has been totally changed now . It has become center as religious and commercial place . The Small temple of Raanchhodrai ji at Dakor has become verry big . The temple is set in a large square ground with four gates and walls . there are many store rooms around the temple . The main mandir is built on high platform in a complex set style of medieval temples from religion . The form of Ranchhodrai ji here is as Lord Vishnu with four arms . As usual lord Vishnu bears the Conch , Lotus , Discuss and Mace in his hands , The lower arm is held with as Abhaya Mudra , giving protection to all those who come to him . At Dakor Lord worshiped more as Krishna than Dwarkadhish .
RanchhodjiTemple_Dakor
RanchhodjiTemple_Dakor

Ranchhodrai ji Temple Dwarka

The present temple was constructed by Shri Gopalrao Jagannath Tambwekar in 1772 A.D. at the cost of rupees one lakh. It was built with brick walls and stones pillars. It is raised on a high plinth of 168 feet by 151 feet with twelve stone steps on each side and surrounded by a spacious courtyard. It has eight domes and twenty four turrets, the highest of them being 90 feet making it the tallest temple in the district. The main gate of the temple overlooks the (now crowded) banks of the lake Gomati. Silver gates are protected by the Vedic Gods - Lord Ganesha, Sun, Moon, etc beautifully carved in high relief. The gate leads into the main courtyard. As tradition would have it, drummers sit atop the main gate in a balcony of their own. The "Nagarkhana" resonates with music during the main darshans and at Aarti times. On entering the courtyard, one sees two tall structures, used to house the thousands of lamps that are lit during the festive season, on either side. Multi-storied and multi-tiered, this type of structure is very typical of medieval Gujarati temple architecture. Back at the front gate, marble stairs lead to the main audience chamber of the temple - the Jagmohan - literally the place where the world is charmed (by the beauty of the Lord). Three large entrances allow devotes to enter the main audience chamber. The large open square structure of the audience chamber is surmounted by an imposing, glittering dome. Till recently, the dome was painted with Shri Krishna's rasa-lila in the classical Bundi style. Recently, this has been replaced by an intricate inlay of mirror work, depicting flowers and trellis in a classical Rajput garden. Painted murals from Lord Krishna's life adorn the walls of the audience chamber. A small section at the front of the chamber is railed off and reserved for women. As with all classical temples, the inner sanctum of Ranchodrai is set in a straight line from the main gate of the temple. The Lord sits under a canopied pavilion in the inner sanctum. The whole structure is raised on a marble platform and the pillars of the pavilion are covered in gold. The intricately carved doors and windows to the inner sanctum are covered in silver. There are three doors leading into the inner sanctum. Door to the right of the Lord comes in from the antechamber, leading to a special bathroom where the priests must bathe before entering the inner sanctum. Corridors from here, also lead to the treasure house of the Lord - housing His in-numerable jewels and clothes. The door in front of the Lord faces the main audience chamber. At Dakor, the Lord spends as much time as possible with His devotees. The main doors to the inner sanctum are open most of the day. The doors only close when the Lord sleeps - during the afternoon and at night. The door to the left of the Lord leads to the bedchamber of the Lord - a mirrored chamber of thousand delights. Various beds, mattresses and blankets are neatly arranged in here for the Lord's comfort. Silver and gold bedsteads are covered in soft cottons and silks. Perfumes and garlands are kept in readiness for the Lord. A small corridor leads from here to the open hall behind the bedchamber, where pilgrims perform various religious rituals to please the Lord. As at Badrinathji in the Himalayas and Tirupati Balaji in South India, at Dakor, the temple of Goddess Lakshmi, wife of the Lord, is situated outside the main temple. Lakshmiji's temple is situated in a residential part of town at a little distance from the main temple. It is believed that the Lord visits His wife on every friday - on Fridays a courtly procession winds it's way from the main temple down the lanes and bylanes of Dakor to unite the couple.

Dakor History

In times of Mahabharata, the surrounding area of Dakor constituted the 'Hidamba' van (jungle). It was a very dense jungle. It was pleasant and rich with streams and lakes. It had become an attraction for the sages to establish their hermitage for penance. Likewise, Dank Rishi had his hermitage (ashram) in this area. During penance Lord Shiva was pleased with him and asked him to demand something. Thereupon, Dank Rishi requested Lord Shiva to remain permanently in his hermitage. Lord Shiva agreed to his request. He disappeared and left behind him His replica in the form of Ban (Ling), which is known as Danknath Mahadev. Thus in ancient times, Dakor was known as 'Dankor' after the name of Dankanth Mahadev. It was also known as khakhariya because of many khakhra(palash) trees in the vicinity.

Dakor Darshan timings

 The temple normally opens at about 6:45 A.M. in the morning and closes at 12 Noon between which there are five darshans namely, Mangla, Bal bhog, Srinagar bhog, Gwal bhog and Rajbhog during which Aartis are performed. In the afternoon, it reopens at about 4.15 P.M. and closes at 7.30 P.M. In between there are three darshans namely, Usthapan, Shyan and Shakhdi bhog . At Utthapana Bhoga and Shayana bhoga Aaratis are performed. The Darshana timings on Full -Moon days are different and are declared by the temple authorities beforehand. For the conveniece of the vaishnavas desirous to offer additional bhogs to the deity except the scheduled ones, there is a provision in the Dakor Temple Scheme and accordingly Mahabhog, Rajbhog and additional bhogs are offered to the deity. For all such extra Bhogs the devotees can receive prasad except Rajbhog, through Dakor Sansthan Trust which is the oldest Bhog of the time when the Deity Shree Ranchhodraiji was installed in this temple i.e. when the Pran Pratishtha was performed
Read More
// //

Chamunda Ma Dham Chotila Dungar Gujarat

Chotila is small village of Surendranagar district with population of around 20,000 people . Chotila is locatedbetween Ahmedabad Rajkot highway no. 8A . It is around 170 km away from Ahmedabad and 65 km away from Rajkot . It is also the birth place of Zaverchand Meghani who is very well  known Gujarati poet .
chotila
Chotila


History of Chotila

The area around chotila was called "panchal" , it is the holy and worship place for mata chamunda , Who is one of the 64 Avtars of Shakti . Earlier Chotila was princely state of Khachar dynasty .

About Chamunda Ma

Chamunda-ma-Chotila
Chamunda ma Chotila

Chamunda is one Avtar of Shakti . Chamunda ma is kuldevi of many hindus . It is believed that Ma killed two dimons names "Chanda" and "Munda" and then she became famous with the name of Chamunda .

Temple on Chotila Dungar

The Mataji Temple at Chotila is situated on Chotila Dungar . Mataji's temple are mostly located on the dungar (hill) in india and the reason for this is that if you want to visit the mata temple , you will have to undergo some physical strain . The total foot steps to reach to chamunda temple at chotila dungar (hill) are 366 and after renovation they are around 700 now . The Chotila Dungar (Hill) is around 1250 feet high and is located around 40 miles away from the Rajkot .
Read More
// //

Bet Dwarka underwater Temple History TIming | under sea Dwarkadheesh Mandir

Bet Dwarka is small island near the Dwarka city . Bet Dwarka is also known as kingdom of lord Krishna . The center of attraction here is temple of lord Krishna , this temple reminds us the vedic era when Lord Krishna spent time here with his beloved wife Rukmani Devi . It is also believed that Lord krishna spent his time here Bet Dwarka to save him self from the heat of summer.
 There is huge gold plated statue of lord Krishna . The entire atmosphere here is full of spirituality and every morning and evening aarti of lord fills more joy to atmosphere of Bet Dwarka.
Bet_Dwarka_Rukmini_temple
 Bet Dwarka


Temples at Bet Dwarka

Bet Dwarka also has jain temples where one can worship all jain tirthkar at a same place . It is aid that Bet Dwarka is holiest place for Vaishnav Jains . There is also Rukmanee Devi's temple who was lord Krishna's beloved Queen. Rukmanee Devi temple is worth visiting at Bet Dwarka .

Bet Dwarka temple under sea or underwater 

After Sri Krishna left for His abode and the major Yadava heads were killed in fights among themselves, Dwaraka became submerged in the sea. This is the account given by Arjuna in the Mahabharata:
"The sea, which has been beating against the shores, suddenly broke the boundary that was imposed on it by nature. It rushed into the city, coursing through the beautiful city streets, and covered up everything in the city. I saw the beautiful buildings becoming submerged on by one. In a matter of a few moments, it was all over. The sea had now become as placid as a lake. There was no trace of the city. Dwaraka was just a name; just a memory."
Read More
// //

Dwarka temple of Dwarkadhish History TIming Gujarat India | Dwaraka Gujrat

Dwarka is city located in Gujarat one of the states in India. It is located on western Okhamandal peninsula on the bank of river Gomti. Dwarka is the one of the formost Chardhams, and is one of the seven most ancient religious cities in the country. Dwarka is ancient kingdom of lord Krishna , and is believed to be first capiral of Gujarat.
Dwarka_Mandir
Dwarka Mandir

Dwarkadhish Temple in Dwarka


Dwarka is well known city as city of temples. there are plenty of hindu temples. The Dwarkadhish temple is cituated in the center of the city.It was built by Jagat sinhji Rathore thats why it is also known as Jagat Mandir. It is believed that this temple is 2500 years old where lord Krishna built his city and kingdom .

The Dwarkadhish temples are built in the 16 century . It is 5 storied and built over 72 pillars . The temple spire rises to height of 78 meters and very larg flag with symbol of the sun and moon is hosted on it. There is Garbhagruh , and Antarala in the temple . The main diety in the sanctum is of Dwarkadhish which is known as Trivikram form of Vishnu .and depicted with four arms .

History of Dwarka

Dwarka is believed to have been the first capital of Gujarat . The city name literally means "the gateway to haven". Dwar means Gate and Ka means Brahma . Dwarka has been also reffered through out the history as Mokshapuri . According to ancient history Lord Krishna came here after defeated or killed his uncle Kamsa at Mathura .
It has been argued that Dwarka was astablished as capital in Saurashtra by the Aryans During the Puranas . The Yadavas who have migrated from the Mathura established their kingdom when the city was known as "Kaushathali" . It was during this period the city underwent rebuilding and was named Dwarka . The kingdom also known as yadavas or Ahir kingdom .  It is said that Krishna conducted the administration of his kingdom from Dwarka while residing with his family in Bet Dwarka.
Read More
// //

Jalaram bapa Mandir History Timing Virpur Gujarat

About Jalaram Bapa

jalaram_bapa
Jalaram Bapa
Jalaram bapa ka janm 1799 me Gujarat ke virpur naam ke gao me hua tha. Unke mata Raaj bai ko sadhu aur santo ki seva karne ka bahot shokh tha. Koi saadhu sant virppur me Rajbai ke aatithya ke laabh ke bina nai ja sakta tha. Jalaram bapa ke pita ka naam Pradhan Thakkar tha jo ki apne vyavsay me vyast rahete the. 16 saal ki umar me Jalaram ke vivah Thakkar Pragji Somaiya ki beti Virbai se karae gae.Halaki Jalaram Bapa apne garelu jivan aur pita ke vyavsay ko sambhalne me khush nai the, wo jyadatar sadhu santo ki seva karne me hi lage rahete the. Jalaram apne pita se alag hogae aur apne chacha Valjibhai ke sath rahene lage jinko jalaram bahot pasand the.
Ye spasht tha ke Jalaram puri tarah se apne vaivahik jivan ka tyag karna chah rahe the  par sadbhagya se unke patni  Virbaima ne Jalaram ke maarg ka anukaran karne ka nirnay liya. To jab jalaram ne tirth yaatra ka faisal kia to Virbaima ne bhi unke sath unke raste jaane ka fisla kiya. 18 saal ki aayu me Jalaram ne Fatehpur nivasi Shree Bhojalram ko apna guru banaya aur unse Guru Mala aur Mantra prapt kiya. Apne Guru ke aashirvaad se unhone ek sadavrat khola jaha 24 ghante jaruriyat mando ko khana khilaya jata hai. Waha se koi bhi bhukha nai ja sakta. Ye sab unke akele ke hatho kia gaya jisme Virbaima unko madad karte the. Jaldi hi unki khyati Parmatma ke avtar ke rup me fel gai. Jo koi bhi virpur aata tha chahe hindu ho ya muslim usko bapa ke dwara bhojan khilaya jata tha.

Ek baar Rajkot ke Thakor kei sevaa me chaar arab kaam karte the jinki majduri 4 rupaye thi to unhone majduri me vruddhi ki mang ki jo ki Thakurne mana kar diya to arbone waha se isthifa de diya aur junagadh ke liye nikal pade. Arbone rasto me kuchh pakshio ka shikar kia aur unhe apne baste me dal kar aage badh gae. Wo jab Virpur pahoche to Bapa unko mile aur kaha ki wo pahele bhojan lele fir yaha se aage badhe, to unhone kaha ke wo Muslims hai wo waha nai kha sakte, to Bapane unhe kaha ki Bhagwan ke darbar me jati aur dharam ke koi bhedbhav nai hote aur khana khane ka bahot aagrah kia. Un charo AArabo ne Mandir me bhojan liya per wo sharminda the kyu ke unke thelo me murda pakshi the. Bapa ne wo basta chhua aur kaha ke andar pakshio ko gutan mahesus ho rahi hai ye sunke jab Arbo ne apna basta khola to andar se pakshi jivit nikle aur us kaar najdik ke ped pe ja bethe. Ye dekh kar charo arbi chakit hogae aur unhe samaj aaya ke wo pramatma ki upasthiti me khade hai. Wo Jalaram ke ppero me pad gae aur kaha ki kya unhe Virpur me Nokri mil sakti hai? Jalaram ne kaha ki ke unko nokri ki kyo jarurat hai to unhone apni sari kahani sunayi utne me ek aadmi untki sawari karta pahocha aur usne bataya ki Rajkot thakor unki vetan vrudhhi ki baat man gae hai aur wo unhe wapas lene aaya hai.
 Virpur ke sant ki aisi bahot si kahaniya hai .

About Shri Jalaram Bapa's Temple

Shri Jalaram bapa ki samadhi bhagvan Shree Ram chandra ke charno me  hai. Jo ki mandir me andar jate hi bade darvaje se baayi taraf hai. jaha "jholi aur Danda aur Hanumanji ki murti " kanch ki almari me Samadhi ke pass rakhe gae hai."Jholi aur Danada ke karan hi yaha Jalaram ke darshan karne aaye lakho bhakto ko bhojan parosna mumkin ho saka hai". Ye bhagwan ka Darbar hai yaha chahe koi bhi ho amir ho ya garib ho per ekhi line me beth ke prasad lete hai. Virpur Jalaram Mandir me din ke time bhojan me Ganthiya Bundi aur sabji hoti hai. Aur Sham ke Time Khichdi, Kadhi aur desi ghee hota hai. Sare yaatri khushi khushi ye prasad lete hai.
 Jalaram mandir me 3 bade bade tambe ke bartan hai jo Ganga,Yamuna aur sarswati ke pani se bhare hue hote hai. Mana jata hai ke in bartano me se pani kabhi khatam nai hota aur jo inme se pani pita hai wo sare rogo se mukti pate hai.
Mandir me Ghehu aur anaj pisne ki Ghanti ke 2 pahiye rakhe hue hai jo Jalaram bapa ko Dhangadhra Raja ke dhwara bhet me diye gae the.

About Virpur Gujarat

Virpur Rajkot se 52 km dur ek chhota sa gao hai. Ye national highway no 8b pe basa hua hai. Ye gao Shri jalaram Bapa Ke janm Ke baad Pavitra jagah ban gaya. Virpur ab pure vishwa me prasidhdh hogaya hai. Duniya bhar se log yaha aate hai Jalaram baapa aur Jholi Aur Danda ko dekhne jo ki swayam bhagawan ne Virbai ko pradan kiye the.
Read More
// //

Sarangpur Hanumanji Mandir kashtbhanjan Dev Salangpur live Darshan Gujarat

Hanumanji Mandir Sarangpur Gujarat
Sarangpur_Hanuman_Mandir
Sarangpur Hanuman Mandir

Sarangpur hanumanji Hanuman Bhavnagar ke Sarangpur me birajman hai. yaha ye maharaja dhiraj ke naam se raaj karte hai. ye sone ke sihasan par birajman hoke apne bhakto ki sari manokamna puri karte hai. Kaha jata hai ke Bajrangbali ke iss dar par aane se aur darshan krne se  bhakto ke sare dukho aur taklifo ka ilaj ho jata hai.
Hanuman bhakto ke sare dukh har lete hai isliye inhe kashtbhanjan dev ke naam se bhi jana jata hai.
Vishal aur bhavya kile ki tarah bane ek bhavan ke bichobich kashtbhanjandev ka ati sundar aur chamtkari mandir hai. Hanumanji ke bhavya mandiro me se sarangpur hanuan mandir ek hai. ye mandir gujarat ke Ahmedabad se Bhavnage ki taraf jaate hue 175 km dur hai.
Kisi raaj darbaki tarah saje iss sundar mandir vishal aur bhavya mandap ke bich 45kg sona aur 95 kg chandi se bane ek sihasan par Hanuman birajte hai.Jinke seer par hire aur jawahrato se saja mukut hai aur pas me soneki gada bhi rakhi hui hai. Unke pairo ke niche shani dev ji maharaj ke darshan hote hai  jo sankat mochan ke iss rup ko khaas bana deta hai.
Bajrang bali ke iss rup me bhakto ki badi aastha hai aur wo dur dur se inke darshan ke liye  khinche chale aate hai. Manyata hai ki pavanputra ka swarn aabhushano se lada hua aisa bhavya aur durlabh roop kahi aur dekhne ko nai milta hai. Hanumanji ki ye murti bahot hi prachin hai, to iss roop me anjni putra ki shakti bahot hi nirali hai.

Kashtbhanjandev Sarangpur Aarti

Salangpur Hanuman ke iss dham me 2 baar aarti ka vidhan hai, paheli aarti subeh 5.30 baje hoti hai. Aarti se pahele Pavanputra ka Shrungar utara jata hai fir naye vastra pahena kar swarn aabhushano se unka bhavya shrungar kiya jata hai. Aur uske baad ved mantro aur hanuman chalisa ke path ke bich sampanna hoti hai hanuman lala ki ye aarti.
Salangpur Bajarangbali ke ye mandir me aise to bhakto ko roj tata laga hua rehta hai.Lekin mangal aur shani ko yaha lakho bhakt aate hai .Naariyel , pushp aur prasad ka uphar maruti nandan ko bhet karte hai.kuchh bhakt to shayad shani prokopo ko dur karne ko yaha aate hai. Kashtbhanjandev ki mangalvar aur shanivar ko vishesh aaradhana hoti hai, bhakt apne kashto ka aur buri najar ke nivaran ke liye yaha aate hai.Aur mandir ke pujari se bajrang bali ki puja kara kar kashto se mukti pate hai.

Other Facts About Sarangpur Hanumanji Mandir

Sarangpur_Hanumanji_Darshan
Sarangpur Hanumanji Darshan


Bajrangbali ke iss dham ko unke anya mandiro se alag aur vishesh sthan dilati hai unke pero me birajman shani ki murti.Kyoki yaha bajrangbali ke charno me stree roop me darshan dete hai. Tabhi to jo bhakt  shani prakop se pareshan hote hai ye yaha aakar nariyel chadakar samast chintao se mukti pa jate hai.
kahte hai ke 200 saal pahele bhagwan swaminarayan iss sthan par satsang kar rahe the Swami Bajrangbali ki bhakti me itne lin hogae ki unhe hanuman ke iss divya roop ke daarshan hue jo iss mandir ke nirman ki vajeh bana. Baad me swaminarayan ke bhakt gopalanand swamine yaha iss sundar pratima ki sthapna ki.
kaha jata hai ke ek samay tha jab pure rajya par shani dev ka aatank tha, log shani dev ke atyachar se trast the aakhir kar sab ne hanumanji ke darbar me ye fariyad lagai  to hanumanji shani dev ko maarne ke liye pichhe pade  to shani dev ne stree roop dharan kar liya kyoki wo jante the ke hanuman ji bhramchari hai to stree par hath nai uthaenge lekin bhagvan ram ke aadesh se hanuman ne shani dev ka ant kia aur aise shani dev unke charno me biraje. Aur bhakto ko shani dev ke prakop se mukti mili.issiliye yaha ki gai puja se aur darshan se  shani ke tamam prakop dur ho jate hai.

Salangpur Hanumanji live Darshan


Read More
// //

Pavagadh Ropeway And Timings

Pavagadh Ropeway timing information.

Pavagadh Ropeway

Pavagadh_Ropeway
Ropeway pavagadh

Pavagadh Mahakali Mandir pavagadh parvat par sthit hai , yaha pahochne ke liye Ropeway ki suvidha bhi set ki hui hai.yaha Ropeway ki sthapna 1986 me ki gai thi .Pahele ropeway se hum Mandir se Adhakilometer najdik ja sakte the per ab ropeway ko thoda jyada badhadiya gay ahi jisse mandir se ekdum nazdik jese ke 30 se 40mtr najdik pahoch sakte hai.
Pavagadh ropeway Breco Ltd ke dhwara chalaya ja raha hai.yah ropeway ki kshamta 1250 logo ko ek gante me pahochane ki hai abtak iske dhwara 3 lakha se jyada shraddhaluo ko Mandir tak pahochaya gay hai.

Pavagadh Ropeway timings

Pavagadh pe pahochne ke liye ropeway ki timings is prakar se
Yaha pe ropeway pure din shuru rehta hai, rat hone per rope way band kardiya jata hai.
Din me aap kabhi bhi pavagadh pe jana chaho aap ropeway ka use kar sakte hai, ropeway se upar chadna Muft to nai hai per itna mahega bhi nai. Ropeway se upar chadna bahot hi aanand dayak anubhav hai, Aap bhi jindgi me ek baar iska laabh uthay.
Read More
// //

Pavagadh Mahakali Mandir (temple) history and Timing Gujarat

Pavagadh Mahakali Mandir

Mahakali_Mandir_Pavagdh
Mahakali Mandir Pavagadh

 

 

Pavagadh Mahakali mandir 

jo Hindu aur Muslims ke liye saman rup se ek prasiddha tirth sthal hai. Pavagadh Mandir Gujarat me Baroda se 53 km dur sthit hai. yah gujarat me ek esa thal hai ke jo har roj ki hajaro dharmik gati vidhiyo ka gavah hai. Hajar bhakt is mata mahakali ke aashirvad pane ke liye iss mandir ki mulakat lete hai. Yaha Ma Kali ka Bhayankar rup hone ke bavjud ye mana jata hai ke yaha aane se sari ichhae puri ho jati hai.


History of pavagadh

Kaha jata hai ke Rajput Raja Vanraj Chavda ne Pavagadh ke charnome apne apne budhdhiman mantri Champa ki yad me Champaner ki sthapna ki thi. Unke baad Patai Raval parivar ne yaha shasan kiya aur yaha ki simao ka rakhwala kiya. 
Lok kathao ke anusar kaha jata hai ke Ma kali ne pavagadh me ek aurat ka rup dharan kar ke navratri ke diran garba kiya aur tab Patai Raja jai sinh ne unko kharab nazar se dekha isse gussa ho kar Mata ne Raja ko shrap diya. Natijatan Patai raja ka Mahommad Begdo ke samne parajay hua aur Begdo ne Pavagadh parvat ki simao ko jit liya .

Patai raja ki hatya kar di gai. Mahmud Begdo ne rajnitik karanosar apne rajdhani Ahmedabad se Champaner sthanantarit ki. Usne Champaner me Imarate jese ke Uohra Masjiid, Mandvi, Kirti sthambh,Shalkh Mandir JamaMasjid, Nagina Masjid banakar champaner ka vikas kia. Bagada ke Mahel ke avshesh Ab bhi champaner se 1.25 km dur Vad Talav pe paye jate hai.

About Pavagadh Place Gujarat

Pavagadh Champaner aur Machi ke sath sath ek UNESCO vishwa virasat sthal hai. yaha history aur sanskruti ke sath 1200 sal pradarshit , bhavya historical sangam darshata hai. yah Rajput, Maratha,Muslim aur Angrejo ke shasan ke sabut darshata hai.T Pavagadh mandir tak pahochne ke liye ropeway ki suvidha bhi hai.
Read More
// //

somnath mandir darshan timings

Somnath Mandir Darshan timings

Somnath_Mandir_Darshan
Somnath Mandir Darshan Timings


Darshan Timing

»Timing for samnath darshan

Timing for Darshan at Somnath Temple : 6.00am to 9.00pm
Timing for Aarti : 7.00 am, 12.00 Noon and 7.00 pm
"Jay Somnath" Sound and Light Show : 8.00 pm to 9.00 pm
Read More
// //

Somanath Mahadev mandir(temple) history timing

Somnath Mahadev Mandir

Somnath temple, the first in the twelve jyothirlingas, is located at the Viraval port - Prabhas Pattan in Saurashtra - Gujarat. 

Somnath_Mahadev_Mandir
Somnath Mahadev Mandir

Somnath Temple Glory

Known as prabhAsa kshetra, Somnath occupied a much esteemed place in the Hindu holy places. It finds many references in the purANas & itihAsas.
The inner temple of the Garbhashay was supported to be aglow with the luster of these gemstones. The Nanda Deep was always kept lighted with Kannauji attar. The treasure of the temple was forever full of vast wealth and was kept safe.
For worship of the Lord-and Abhishek (worship with holy water) sandalwood scented water was brought from Haridwar, Prayag Kashi every day. However flowers for special festivities were imported from Kashmir. For the routine daily worship, one thousand Brahmins were appointed. About three hundred and fifty dancing girls were appointed for the regular music and dance concerts that took place in the Temple courts.
This religious place of worship was earning the produce of ten thousand villages. Among the twelve JyotirLingas (Lingas of light) Somanath is considered as the primary one. Because this deity is supposed to be Swayanbhu (self-born) and is always awake, lakhs of devotees visited this temple and considered themselves blessed and to have achieved piety. Offerings made by crores of devotees amounted to crores of rupees which kept the Somnath Temple always rich and abundant. Along with this, the Sun worshipping foreigners (probably Parsis) also contributed a pat of their profits to the temple treasury which kept its coffers full, all the time.Read History of Somnath Mandir here.
Read More
// //

Somnath live Darshan

Somnath live darshan


Read More
// //

somnath mandir | temple history in hindi

Somnath temple history

12 jyotirlingo me se pahela aur ek  Somnath mandir  Veraval port prabhas Patan Saurashtra Gujarat me Sthapit hai.

Somnath_Mahadev_Mandir_History
Somnath Mahadev Mandir History


Ancient Glory of Somnath temple

Somnath Prabhas khsetra ke naam se jana jata hai ye hindu pavitra jagaho me se ek jagah hai.Iska itihas aur purano aadi kai jagaho me sandarbh paya jata hai.
Somnath mandir ke Garbha Gruh ko humesha hire aur ratno se chamkta damakta rakha gaya hai,yaha Nanda deep Hamesha kanauji attar se prakashit rakha gaya tha.Mandir ka khajana bahot hi bada aur hamesha surakshit raakha jata tha.

Bhagvan ki pucha aur Abhishek ke liye Chandan sugandhit pani humesha Haridwar,Prayag aur Kashi se laya jata hai.Jab ki kisi khas dharmik prasang par ful Kashmir se laye jate hai. Har roz ki rojinda puja ke liye 1000 Brahmins ko nirdharit kia gaya hai.Aur takriban Hajar se jyada nrutya karo ko har roj nrutya ke liya nirdharit kia jata tha.
Puja ka ye dharmik athal das hajar gaao jitna dhan upaj kar raha tha. Iss Mandir ko 12 jyotirlingo me se prathmik jyotirling mana jata hai,Kyu ke yaha ke jyotirling ko swayambhu mana jata raha hai ye hamesha jagrit rehta hai. Yaha lakho shradhhalu darshan ke labh lete hai aur khud ko dhanya mehsus karte hai. Yaha karodo Shadhdhalu karodo rupaye daan kar ke hamesha somnath ko ek dhanvan mandir rakha hai,.


Sthala Purana Of Lord Somnath Mandir

Chandra pahele the jinhone somnath ka vardan prapt kia ho.
Skand Puran Prabhas kand ke anusar, Somnath ki katha is tarah hai
.
Chandra ne Daksha ki 27 betiyo se shadi ki thi per wo rohini se jyada pyar karta tha, Baki 26 patnio ko bahot hi apman aur upekshit mahesus kia wo sab apne pati se nirash hogai aur iski shikayat apne pitaji se ki.Dakhsa apni betio ko aise dukhi dekh ke bahot dukhi hue, aur apne jamai ko samjane ki bahot koshish ki  per Chandra ne unki ek nai suni aur Chandra ko Daksha ne shrap dia ke uskaaakar kum ho jaega.

Chandra ko ye shrap milne se sare Dev pareshan ho gae aur sare Dev mil ke is Bhrahma ji ke pas is samasya ka nivaran dhundh ne pahoche, Bhramha ji ne unhe bataya ki iss shrap se chhutne ke liye ek hi rasta hai aur wo hai Prabhas Kshetra Maha Mrutyunjay per Vrishabh Shankar ko puja prarthana karna. Chandra 6 mahino ke liye tapasya pe chala gaya aur ant me bhagvan Shiv ne prasanna ho kar pragat hue aur Chandra ko vardan diya ke Ek mahine me pandrah din uska aakar badhega aur pandrah din uska aakar gatega, isse Chandra bahot khush hua aur yaha Shankar khud Chandra ke liye pragat hone per Shankar Someshwar ke naam se prasiddh hue, Aur Devo ne yaha Someshwar naam ka kund banvaya aur ye mana jata hai ke iss kund me dubki lagane se insan ke sare pap dhul jaate hai.

Chandra ko Som bhi kaha jata hai issliye Ye Jyotirling Somnath ke naam se prasidhh hua aur Chandra bahot prakashit hota hai to is jagah ko Prabhaspattana se bhi jana ja raha hai.
 Fir Somnath mandir Ravana ke dhwara Treda yug me banaya aur VikramAaditya ne kaliyuga darmiyan banaya.


Read More
// //

Somnath Mandir | temple

Somnath Mandir

Somath_Mandir
Somnath Mandir

 

Somnath temple is the holy place of the Aadi Jyotirling Shree Somnath Mahadev and the sacred soil from where Bhagvan Shri Krishna took his last journey to his neejdham. 


Somnath temple stands at the shore of the Arabian ocean on the western corner of Indian subcontinent in Gujarat State. This pilgrimage is one of the oldest and finds its reference in the ancient texts like Skandpuran, Shreemad Bhagavat, Shivpuran etc. The hymn from Rig-Veda quoted below mention the Bhagvan Someshwar along with the great pilgrimage like Gangaji, Yamunaji and Eastward Saraswati. This signifies the ancient value of this Tirthdham.

Somnath is in Prabhas Patan very near to Veraval Gujarat.  


The Moon God is said to have been relieved from the curse of his father-in-law Daksha Prajapati by the blessings of Bhagvan Somnath.  In  the Shiva  Purana  and Nandi  Upapurana, Shiva  said, `I  am  always present everywhere  but  specially  in  12  forms  and places as  the  Jyotirlingas`. Somnath is one of  these 12 holy places. This is the first among the twelve holy Shiva Jyotirlings. 

The  shore  temple of Somnath is  believed  to  have  been  built  in  4  phases-in  gold  by  Lord Soma,  in  silver  by  Ravi,  in wood  by  lord  Krishna  and  in  stone  by  King Bhimadeva. 

It has withstood the six-repeated desecration by the Muslim invaders. The very existence of this temple is symbol of reconstructive spirit and cultural unity of our society.

The seventh existing temple is built in the Kailas Mahameru Prasad style. The Iron man of India Sardar Shri Vallabhbhai Patel is the pioneer of the existing temple.

The temple is consisting of Garbhgruh, Sabhamandap and Nrityamandap with a 150 feet high Shikhar. The Kalash at the top of the Shikhar weighs 10 tons and the Dhwajdand is 27 feet tall and 1 foot in circumference. 




The Abadhit Samudra Marg, Tirsthambh (Arrow) indicates the unobstructed sea route to the South Pole.


The nearest land towards South Pole is about 9936 km. away. This is a wonderful indicator of the ancient Indian wisdom of geography and strategic location of the Jyotirling. The temple renovated by Maharani Ahalyabai is adjacent to the main temple complex.

Hari Har Tirthdham is here in Somnath. This is the holy place of Bhagvan Shri Krishna's Neejdham Prasthan Leela. The place where Bhagvan Shri Krishna was hit by an arrow of a poacher is known as Bhalka Tirtha.
 After being hit by the arrow, Bhagvan Shri Krishna arrived at the holy confluence of Hiran, Kapila and Saraswati and their Sangam with the ocean. He performed his divine Neejdham Prasthan Leela at the sacred and peaceful banks of river Hiran.

The Geetamandir is built here where the divine message of Shrimad Bhagavat Geeta is carved on eighteen marble pillars. Shri Lakshminarayan Mandir is close by. The Balramjiki Gufa is the place from where Bhagvan Shrikrishna's elder brother Balaramji took journey to his nijdham-patal.

Here is the Parshuram Tapobhumi, where Bhagvan Parshuramji carried out penance and he was relieved from the sin of Kshatriya killings. The Pandavas have said to have visited this place and taken holy bath in the Jalprabhas and built five Shiv temples.

 The Somnath Trust  has endeavored to develop the whole Shri Krishna Neejdham Prasthan Tirtha in an wholesome manner.
Read More
// //

Ambaji Aarti

Read More
// //

Ambaji Darshan Timing

Ambaji  Darshan Time

Ambaji_Darshan
Ambaji Darshan


Ambaji Mandir me Mataji ke darshan ki timing seasons ke anusar rakhi jati hai.


  • Garmiyo ke doran (summer):- Savare 7.30 - 10.30 
                                              Dopaher me 12.30 - 4.30
                                              Sham ko 7.30  -  9.15 .


  • Barish ke mausam(Monsoon):-Savare 7.00 - 11.00
                                               Dopaher me 12.30 - 4.30
                                              Sham ko 7.00 - 9.00.

  • Sardiyo ke doran(winter):- Savare 7.00 - 11.00
                                              Dopaher me 12.30 - 4.30
                                              Sham ko 6.00 - 8.30.
                                             
Read More
// //

Gabbar Ambaji

History of Ambaji Gabbar

Gabbar_Ambaji
Gabbar Ambaji

Humare shastro ke anusar Gabbar Tirth Saraswati nadi ke kinare Aarasur naamak parwato me Ambica jungle me sthapit hai. Ye 51 bahot prachlit aur ancient shaktipeeth me se ek hai.


Devi Bhagvat Dant katha anusar Mahisasur naamak asur purebhrahman me sab se shaktishali rakshas tha . To iss rakshas ko marne ke liye pure bhramhan ke devo ne Mahadevi Aadhya Shakti se apne bachav ke liye prathna ki aur Adhya shakti ne pruthvi per avtar liya  aur apni divya talvar se Mahisasur Rakshas ka Naash kia , aur Devi Shakti pure vishwa me "Mahisasur Mardini" se prachlit hue.



Gabbar in Ramayana

Ramayan katha ke anusar , Bhagvan Ram aur Laxman Sitaji ko khojte hue Shrungi Rushi ke Aashram pahoche .Jaha unko rushi ne unko Gabbar pe Devi Ambaji ki puja karne ki salah di aur Ram ne Mata ki puja prarthna ki, tab jagat Mata Ambaji ne Ram ko "Ajay " naam ka chamatkarik tir diya jiski madad se Ram ne  Ravan ko yudhh me parast kiya.


Mundan of Lord Krishna at Gabbar Ambaji

Dwapar yug ke darmiyan bhagvan shri krushna ke mundan ki pavitra vidhi yaha Gabbar pe Unke mata pita Nanad Aur yashoda  jo Mataji aur Shiv ke bhagt the unke dhwara kia gaya tha.


Origin of navratri festival


Mahabharat ke anusar Bhadrapad mahine ke purnima ko Gabbar parvat pe  rajkumari Rukmani ne Bhagvan Krishna se shadi karne ke liye  apni kuldevi  Mata Ambica ka tap kia  aur Mata devi ne unko apna lakshya pura karne ke liye vardan diya aur aise Rukmani ji Krishnaji se Shadi karne me kamyab rahe aur unki patrani bane, isi khushi me Rukmani ji ne Navratri tyohar pruthvi per paheli bar manaya aur tab se Navratri Parv ki shuruaat hui.
Read More